June 28, 2012

Music and Romance

R.D. Burman's birthday was yesterday (July 27th). Although there are like a million compositions that I love, i'll post this song today. It is one of my fav romantic number. It is from the movie 'Raampur ka Lakshman'. Lata and Kishore again show why they were the industry's best singers in that era (apart from Rafi, am a big fan!). The soft composition adds to the feel. Well, I love this song! Only bad thing is probably Rekha's hideous makeup, totally spoils the second antara visually!!! Listen to it with your eyes closed. :-D


Song: Gum hain kisi ke pyar mein
Movie: Raampur ka Lakshman
Music Director: R.D.Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Lyrics
=====
 (I have listened to it so many times, that I can actually write the entire thing on my own. Also while my scripts run, I do have some time at my disposal, so here  you go!)

(humming)
haan, kya kaha?
gum hain kisi ke pyaar mein dil subah shaam
par tumhe likh nahi paaon mein uska naam
haaye raam haaye raam

kuch likha?
haan
kya likha?
oh, gum hain kisi ke pyaar mein dil subah shaam
par tumhe likh nahi paaon mein uska naam
haaye raam haaye raam

accha, aage kya likhoon?
aage...
socha hain ek din mein usse mil ke
keh Daalon apne sab haal dil ke
aur kardoon jeevan uske havaale
phir choDdhe chaahe apna banaale
main toh uska re hua diwaana
ab toh jaisa bhi mera ho anjaam
oh, gum hain kisi ke pyaar mein

likhliya?
haan
zara paDke toh sunaao na
chaaha hain tumne jis bhaawari ko
woh bhi sajanva chaahe tumhi ko
naina uTaaye toh pyar samjho
palkein jhuka de toh ikrar samjho
rakhtein hain kab se chupa chupa ke
kya?
apne hoTon main piya tera naam
oh, gum hain kisi ke pyaar mein....






No comments: