April 14, 2008

Ek Radha Ek Meera

Got the link of a contestant of Star Voice of India, Anwesha, singing this song. I totally love this song and listening to it after a long time truly made my evening. Thanks Bhuv dear! :-)
The different forms of love.. beautifully woven into words.. Check it out here.
The original, sung by Lata Mangeshkar is here.

Lyrics:
-------

Ek Raadha Ek Meera..
Dono ne Shyam ko chaaha
Antar kya dono ki chaah mein bolo
Ek prem deewani Ek daras deewani
Ek Raadha, Ek Meera...

Raadha ne madhuban mein DoonDa
Meera ne man mein paaya
Raadha jise kho baithi woh Govind
Meera haath bhi ..... (*)
Ek Murali Ek Paayal, Ek Pagali, Ek Ghaayal
Antar kya dono ki preet mein bolo
Ek soorat lubhaani, Ek moorat lubhaani
Ek prem deewani Ek daras deewani

Meera ke prabhu giridhar naagar
Radha ke manmohan
Radha nit shringaar kare
Aur Meera ban gayi jogan
Ek raani Ek daasi, dono hari prem ki pyaasi
Antar kya dono ki tripthi mein bolo
Ek jeet na maani, Ek haar na maani
Ek prem deewani Ek daras deewani

Ek Raadha Ek Meera.....

(*) Different sites have different wordings in that line and I couldn't figure it out either.

1 comment:

Unknown said...

this lyrics are really ultimate